Aye Mere Humsafar/Ab Mujhe Raat Din Lyrics by Palak Muchhal & Armaan Malik is latest hindi song with music composed by Abhijit Vaghari and lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri, Faaiz Anwaar.
Singer | Palak Muchhal & Armaan Malik |
Composer | |
Music | Abhijit Vaghani |
Song Writer | Majrooh Sultanpuri, Faaiz Anwaar |
Lyrics
Aye Mere Humsafar/Ab Mujhe Raat Din Lyrics
Tumko dekhe bina
Chain milta nahi
Dil pe ab toh koi
Zor chalta nahi
Har pal dhunde nazar
Tumko hi jaaneman
Had se badhne laga
Mera deewana pan
Kaise na milegi
Manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam
Do pal ka mehman
Kaise na jaye ga andhera
Yun na thamega toofaan
Jadu hain kaisa
Dil ki laagi mein
Doob gaya hoon
Is bekhudi mein
Ab mujhe raat din
Tumhara hi khayal hai
Ab mujhe raat din
Tumhara hi khayaal hai
Kya kahu pyaar mein
Deewano jaisa haal hai
Deewano jaisa haal hai
Tumhara hi khayal hai
Aye mere humsafar
Aye mere humsafar
Tumko dekhe bina
Chain milta nahi
Dil pe ab toh koi
Zor chalta nahi
Har pal dhunde nazar
Tumko hi jaaneman
Had se badhne laga
Mera deewana pan
Kaise na milegi
Manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam
Do pal ka mehman
Kaise na jaye ga andhera
Yun na thamega toofaan
Jadu hain kaisa
Dil ki laagi mein
Doob gaya hoon
Is bekhudi mein
Ab mujhe raat din
Tumhara hi khayal hai
Ab mujhe raat din
Tumhara hi khayaal hai
Kya kahu pyaar mein
Deewano jaisa haal hai
Deewano jaisa haal hai
Tumhara hi khayal hai
Aye mere humsafar
Aye mere humsafar
0 Comments