Tu Pyar Hai Mera Song Lyrics from Badnaam is latest hindi song sung by Yasser Desai with music composed by Harish Sagane. Tu Pyar Hai Mera song lyrics by Shakeel Azmi.
Singer | Yasser Desai |
Composer | |
Music | Harish Sagane |
Song Writer | Shakeel Azmi |
Lyrics
Tu Pyar Hai Mera Song Lyrics
Din hain tu mera rat hoon mai
Mai bina tere hoon kaha
Bin tere nahi mai zameen bhi
Tujh mein hain mera aasmaa
Ek adhura khwaab hain
Mujh mein tu betaab hain
Har saans mein meri tu hain na
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Mai jism hoon saya tu mera
Mujh mein hi kahi hain na tu
Ghar hain tera yadon mein meri
Iss ghar mein sada rehna tu
Tu mera humdard hain
Tu hain mera humzuban
Tu ankh mein meri nam hain na
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Tu chand hain tera mai falak
Mujh mein hi toh hain jalta tu
Chu ke vala dekhoon kya tujhe
Dhadkan mein toh hain chalta tu
Iss tarah bichhde hain hum
Aag jaise se dhua
Tu roh ka meri gham hain na
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Din hain tu mera rat hoon mai
Mai bina tere hoon kaha
Bin tere nahi mai zameen bhi
Tujh mein hain mera aasmaa
Ek adhura khwaab hain
Mujh mein tu betaab hain
Har saans mein meri tu hain na
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Mai jism hoon saya tu mera
Mujh mein hi kahi hain na tu
Ghar hain tera yadon mein meri
Iss ghar mein sada rehna tu
Tu mera humdard hain
Tu hain mera humzuban
Tu ankh mein meri nam hain na
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Tu chand hain tera mai falak
Mujh mein hi toh hain jalta tu
Chu ke vala dekhoon kya tujhe
Dhadkan mein toh hain chalta tu
Iss tarah bichhde hain hum
Aag jaise se dhua
Tu roh ka meri gham hain na
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
Ke tu hi toh karaar hain mera
Ke tu hi toh khumaar hain mera
Bhula doon tujhe kis tarah se mai vala
Tu pyar hai mera
0 Comments